Saturday, 18 July 2009

Aaja Aish Karle - Jashnn lyrics

Aaja Aish Karle - Jashnn lyrics

Music Director : Sharib Sabri, Toshi Sabri
Singers : Sharib Sabri & Toshi Sabri
Lyricist : Kumaar

oo.. Ho.. oo..
oo.. Ho.. oo..
aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le

dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le

na khona hai kal ka na soch tu kar dil halka
ye pal to ek chat hain inko tu cash kar le

aaja aish kar le (aish kar le) (aish kar le)

ho.. ho..
ho.. ho..

gaadi ke bonut pe hum to beat bajayenge
tension ki aisi ki taisi karte jaayenge
gaadi ke bonut pe hum to beat bajayenge
tension ki aisi ki taisi karte jaayenge
be fikari mein jeena changa hai
ye dil to mast malanga hai
uspe yaaron ka mela hai
ab tu kyun yaar akela hai

aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja..

shadiq ke jaise ek din yaaron
hum bhi chamkenge
naam hamare duniya ke
hothon pe khankenge

chand ke jaise ek din yaaron hum bhi chamkenge
naam hamare duniya ke hothon pe khankenge

hum hope kabhi na chhodenge in sapno ko na todenge
ab khud ko na control kare is khushi mein rock-n-roll kare

aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le (aish kar le) (aish kar le)

aaja aish kar le aish kar le aish kar le
aaja aish kar le (aish kar le) (aish kar le)
dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le

dhadkano ka FM bajta hai aaja tu aish kar le
comedy ke sikke kehte hain ja ja tu aish kar le
na khona hai kal ka na soch tu kar dil halka
ye pal to ek chat hain inko tu cash kar le

aaja aish kar le
ho.. ho.. ho.. ho..
ho.. ho.. ho.. ho..
aaja..

No comments:

Post a Comment